Rock On Title Song Lyrics

1 Star2 Stars3 Stars4 Stars5 Stars (No Ratings Yet)
Loading ... Loading ...

Movie : Rock On!!
Music Director : Shankar Ehsaan Loy
Singer(s) :Farhan Akhtar

dil kya kehta hai mera
kya main bataoon
tum ye samjhoge shaayad
main pagal hoon

dil kya kehta hai mera
kya main bataoon
tum ye samjhoge shaayad
main pagal hoon

dil karta hai tv tower pe
main chad jaoon
chilla chilla ke main ye
sabse kehdoon

rock on!!
hai ye waqt ka ishaara
rock on!!
har lamha pukaara
rock on!!
yuheen dekhta hai kya tu
rock on!!
zindagi millegi na dubaara…

dil karta hai sadkon par
zor se gaoon
sab apne apne ghar ki khidki kholen
phir main aise josheelay geet sunaoon
mere geeton ko sunke sab ye bolen

rock on!!
hai ye waqt ka ishaara
rock on!!
har lamha pukaara
rock on!!
yuheen dekhta hai kya tu
rock on!!
zindagi millegi na dubaara…

jaise jeene ko dil chahe
jee waise tu
meri toh hai bas ye raaye ki
apne jitne bhi armaan
hain poore karle tu

rock on!!
hai ye waqt ka ishaara
rock on!!
har lamha pukaara
rock on!!
yuheen dekhta hai kya tu
rock on!!
zindagi millegi na dubaara…

rock on!!
hai ye waqt ka ishaara
rock on!!
har lamha pukaara
rock on!!
yuheen dekhta hai kya tu
rock on!!
zindagi millegi na dubaara…

If you enjoyed this post, make sure you subscribe to my RSS feed!

3 Comments

  • At 2008.09.17 19:51, ranjana said:

    it

    is

    a

    real

    rocking

    song

    • At 2008.09.29 06:12, ranjana said:

      good

      • At 2008.10.02 09:04, haha said:

        AWESOME SONG

        (Required)
        (Required, will not be published)